Success Quotes In Urdu That Will Change Your Life. Powerful Urdu Quotes
Kamyabi Par Aise Aqwal Jo Apko Apka Maqsad Hasi Karne Main Madad Krain Ge.
Nakami Aik Option Nahi Hai. Sab Ko Kamayab Hona Hai. – Success Quotes In Urdu
Kamyabi Aap Ky Girne Key Muqable Main Sirf Aik Baar Uthne Par Mushtimal Hoti Hai.
Kisi Bhi Kamayab Mansoobay Ki Ta’ameer Ke Liye Khud Par Aitemad Aik Sab Say Aham Eent Hai
Raaton Raat Kamayabi Hasil Karne Ke Liye 20 Saal Lagte Hian – Addy Cantor
Mein Hairatzda Hoon Keh Log Pasihraft Say Pehle He Kitni Baar Haar Maan Te Hain. Jab Keh Woh Kamayai Ke Dahane Par Hain – Joyce Meyer
4 Cheezain: Kaam Karo Or Dua Karo, Socho Or Yaqeen Karo – Success Quotes In Urdu
Kamayabi Ka Raaz Mustaqil Maqsad Hai
Apko Nakaam Hona Chahiye Takeh Apko Maloom Ho Keh Agli Baar Kiya Nahi Karna.
Aap Ko Apni Kamaybi Ke Liye Sakhat Mehnat Karni Paregi Or Apko Mustaqil Tor Pe Hazir Hona Parega. Yehi Raaz Hai
Kamayabi 99 Feesad Nakami Hai. – Success Quotes In Urdu
Apki Kamaybi Ka Ihisaar Es Baat Par Hai Keh Aap Apne Bare Mein Kia Sochte Hain Or Kya Aap Khd Par Itemad Karte Hain
Mein Apni Zindagi Mein Baar Baar Nakam Rahaor Esi Wajah Sy Mein Kanayb Hoon – Michael Jordan
Aapki Kamayabi Ka Size Aapko Khwahish Ki Taqat Say Mapa Jata Hai. Aapke Khwab Ka Size; Or Aap Kis Tarah Mayusi Ka Muqabla Akarte Hain
Jab Bhi Aap Ne Kaam Hath Mein Liya Hai, Aapko Essy Anjam Tak Pohnchana Hoga. Yehi Kamyabi K Araaz Hai. Kabhi Bhi Himmat Nahi Harna!
Koi Bhi Shakhs Koshish Ke Bgair Kamayab Nahi Hota.
Aik Kamayab Shakhs Or Doosron Ke Darmian Farq Taqat Kafuqdan, Ilm Ka Fuqdan Nahi Balkeh Marzi Kao Fuqdan Hai.
Kamaybi Zehan Ki Kaifiat Hai. Agar Aap Kamyabi Chahty Hain, Tou Aap Apne Aapko Kamyab Samajhna Shuru Kar Dain
Jab Kamayabi Ki Baat Ati Hai Tou Koi Shortcut Nahi Hote.
Woh Kamayab Ho Gaye, Kiun Keh Wo Samajhte Hain Keh Wo Kar Sakte Hain
Mushkil Waqt Main Doosron Kay Kaam Aaya Karo Kyoun Kay Mushkil Waqt Sab Par Aata Hai Kisi Ka Sabar Daikhnay Kay Liay Aur Kisi Ka Zarf..!
Nah kaamyabi hatmi hoti hai aur nah hi nakami: balkay asal cheez koshish jari rakhnay ka hosla hota hai. – Success Quotes In Urdu Sabr, istiqamat aur mehnat kamyabi ke liye sifaat ka aik na qabil e shikast majmoa hai . Zindagi mein kamyabi ke liye, aap ko do cheezon ki zaroorat hai : jahalat aur aetmaad . Kaamyaabi chahtay ho to isay mqsad na bnao; jo aap ko pasand hai or jo yaqeen hai bus woh karte jao; yeh qudratan mil jae gi Mein apni zindagi mein baar baar itni martaba nakaam hua aur yahi meri kamyabi ka asal sabab hai . Main kisi insaan ki kamyabi ko nahi janchta ke woh kitney buland maqam tak pouncha lekin bajuz is ke keh woh pasti mein gir kar wapas kitni bulandi par pohncha – Success Quotes In Urdu Kamyabi ko sab se ziyada meetha woh shumaar karte hain / jo kabhi kamyaab nahi hotay . Aap ki qamyabi ki qad o qaamat aap ki quwwat e khuwahish; aap ky khuwabon ki wusat or raastay main aane wali mayusion se aap ke nibattne kay tareeqay par munhasir haiAik kamyaab aadmi woh hai jo is ki taraf doosron ki pehnki hui eentton se aik mazboot bunyaad bana sakta hai.
- Tum Doosron kay Rastay Ki Rukavtain Door Kartay Jao Tmhari Apni Manzil Ka Rasta Asaan Hota Chala Jaiga..!
En Quotations Ko Apne Doston Ke Stah Share Krain, Shukriya!
Read More: Life Changing Quotes In Urdu | Urdu Life Quotes
Follow: Pinterest